Friday, December 16, 2011

Jab Aankh Na Lagi

Hum rah dekhte rahe unki ... par koi aahat nah hui;

palko ke chajje pe need ka pehra hone ke bawajood bhi raah na choothi.

Har parayi aahat pe hamari jhapkti aankhein khuli;

par unhe chod kar har insaan ne hamare dil ka darwaza khat khatkataya.

Fer bhi hum unhe talaashte rahe apne har lafz main har baat main har aarzoo main har ek ki shakla main.

No comments:

Post a Comment